Allama Iqbal Urdu Shayari, Allama Iqbal Ideas, Allama Iqbal
Urdu Poetry, Urdu Nazams Of Allama Iqbal,
Urdu Poets Poetry.
Allama Iqbal Poetry
Hansi Aati Hai Mujhe Hasrat-e-Insan Par
Gunah Karta Hai Khud Laanat Bhejta Hai Shaitan Par
ہنسی آتی ہے مجھے حسرت انسان پر
گناہ کرتا ہے خود لعنت بھیجتا ہے شیطان پر
Allama Iqbal Shayari
Dilon Ki Imaraton Main Kahen Bandagi Nahin
Pathar Ki Masjidon Main Khuda Dhondte Hain Log
دلوں کی عمارتوں میں کہیں بندگی نہیں
پتھر کی مسجدوں میں خدا ڈھونڈتے ہیں لوگ
Kafir Ki Pehchan Ke Aafaq Main Gum Hai
Momin Ki Pehchan Ye Ke Gum Is Main Aafaq Hai
کافر کی یہ پہچان کہ آفاق میں گم ہے
مومن کی پہچان یہ کہ گم اس میں ہیں آفاق
Khol Aankh, Zameen Dekh, Falak Dekh, Fiza Dekh
Mashriq Se Nikalte Hoe Sooraj Ko Dekh
کھول آنکھ زمین دیکھ فلک دیکھ فضا دیکھ
مشرق سے نکلتے ہوئے سورج کو دیکھ
Uqabi Rooh Jab Baidar Hoti Hai Jawanon Main
Nazar Aati Hai Usko Apni Manzil Aasmano Main
عقابی روح جب بیدار ہوتی ہے جوانوں میں
نظر آتی ہے اس کو اپنی منزل آسمانوں میں
Koe Qabil Ho To Hum Shan Kaee Dete Hain
Dhondne Walon Ko Dunya Bhi Naee Dete Hain
کوئی قابل ہو تو ہم شان کئی دیتے ہیں
ڈھونڈنے والوں کو دنیا بھی نئی دیتے ہیں
Ilm Main Bhi Suroor Hai Lekin
Ye Woh Jannat Hai Jis Hoor Nahin
علم میں بھی سرور ہے لیکن
یہ وہ جنت ہے جس میں حور نہیں
Writings of Allama Iqbal
Nasha Pila Kar Grana To Sab Ko Aata Hai
Maza To Jab Aata Hai Griton Ko Sanbhal Le Saqi
Ke Rooh Ki Asal Kefiyat Gam Hai
Khooshi To Aek Aarzi She Hai
کہ روح کی اصل کیفیت غم ہے
خوشی تو اک عارضی شے ہے
فقیر کی بھوک صرف اسکی جان کھاہ لیتی ہے، لیکن سلطان کی بھوک کی ملک و ملت کھا جاتی ہے
Faqeer ki bhook sirf uski jaan kha leti hay, likn sultan ki bhook mulk-o-millat kha jati hy