Top 10 Mirza Ghalib Poetry | Mirza Ghalib Poetry In Urdu | Mirza Ghalib Poetry In Urdu Love | Ghalib Poetry Sad | Mirza Ghalib Love Poetry

Mirza Ghalib Poetry




Jab Jeene Ka Shoq Tha To Dushman Hazar The
Ab Marna Chahta Hon To Qatil Nahin Milta


جب جینے کا شوق تھا تو دشمن ہزار تھے 

اب مرنا چاہتا ہوں تو قاتل نہیں ملتا



Mirza Ghalib Poetry In Urdu




Wo Aae Ghar Main Hamare Khuda Ki Qudrat Hai

Kabhi Hum Unko Kabhi Apne Ghar Ko Dekhte Hain






وہ آئے گھر میں ہمارے خدا کی قدرت ہے 

کبھی ہم ان کو کبھی اپنے گھر کو دیکھتے ہیں
Ghalib Poetry Sad




Aadhi Raat Hai Ab Wahan Koi Nahin Hoga 

Aao Ghalib Us Ki Deewar Choom Aate Hain





آدھی رات ہے اب وہاں کوئی نہیں ہوگا 

آؤں غالب، اس کی دیوار چوم آتے ہیں
2 Lines Urdu Poetry




Be Khoode Be Sabab Nahin Ghalib

Kuch To Hai Jis Ki Parda Dari Hai






بے خودی بے سبب نہیں غالب 

کچھ تو ہے جس کی پردہ داری ہے
Mirza Ghalib Poetry 




Jan Dee Bhi Hoe Usi ki Thi 

Haq To Ye Hai K Haq Ada Nahin Huwa






جان دی بھی ہوئی اسی کی تھی
 
حق تو یہ ہے کہ حق ادا نہ ہوا
Mirza Ghalib Best Poetry




Kab Wo Sunta Hai Kahani Meri
Or Phir Wo Bhi Zubani Meri





کب وہ سنتا ہے کہانی میری 

اور پھر وہ بھی زبانی میری
Mirza Ghalib Poetry In English





Hum Ko Un Se Wafa Ki Hai Umeed

Jo Nahin Jante Wafa Kiya Hai





ہم کو ان سے وفا کی ہے امید 

جو نہیں جانتے وفا کیا ہے



Sad Urdu Poetry



Qasid K Aate Aate Khat Ik Or Likh Rakhon
Main Janta Hon Jo Wo Likhenge Jawab Main






قاصد کے آتے آتے خط اک اور لکھ رکھوں 

میں جانتا ہوں جو وہ لکھیں گے جواب میں



Ghalib Love Urdu Poetry




Aaena Dekh Apna Samna Le K Reh Gae
Sahab Ko Dil NA Dene Pe Kitna Ghuroor Tha






آئینہ دیکھ اپنا سامنہ لے کے رہ گئے 

صاحب کو دل نہ دینے پہ کتنا غرور تھا
Mirza Ghalib Poetry In Urdu




Karne Gae The Us Se Tagaful Ka Hum Gila 
Ki Aek Hi Nigah Ke Bas Khak Ho Gae





کرنے گئے تھے اس سے تغافل کا ہم گلہ
 
کی ایک ہی نگاہ کہ بس خاک ہو گئے



Leave a comment