Top 10 Sufi Poetry In Urdu | Sufi Poetry In Urdu Text

Top 10 Sufi Poetry In Urdu | Sufi Poetry In Urdu Text | Sufi Ishq

 Poetry In Urdu | Sufi Poetry In Urdu 2Lines | Sufi Lines In Urdu |

 Sufi Poetry In Urdu Images | Sufism Poetry In Urdu



Sufi Poetry In Urdu


Apna Dard Apne Rab Se Bant Liya Karo


Phir Dard Jane, Dawa Jane, Khuda Jane



……………..


اپنا درد اپنے رب سے بانٹ لیا کرو 

پھر درد جانے، دوا جانے، خدا جانے




Sufism Poetry In Urdu


Be Khud Sa Rehta Hai, Ye Kesa Sufi Hai


Jage To Tabrezi Hai, Bole To Roomi Hai



………………



بے خودسا رہتا ہے یہ کہ صوفی ہے 

جاگے تو تبریزی ہے، بولے تو رومی ہے




Sufi Poetry In Urdu Text



Dushwar Kam Tha, Tere Gham Ko Sametna 


Main Khud Ko Bandhne Main Kaee Bar Khul Gaya



…………….



دشوار کام تھا تیرے غم کو سمیٹنا 

میں خود کو باندھنے میں کئی بار کھل گیا




Sufi Poetry In Urdu 2 Lines


Toone Bas Dekha Hai Sehra Main Aek Darwesh,


Toone Darwesh Main Abhi Sehra Nahin Dekha



……………..


تو نے بس دیکھا ہے صحرا میں ایک درویش 
تو نے درویش میں ابھی صحرا نہیں دیکھا
Sufi Ishq Poetry In Urdu




Zahid Tujhe Maloom Nahin Andaz Aqeedat


Sar Khud Ba Khud Jhukta Hai Jhukaya Nahin Jata



……………..


زاہد تجھے معلوم نہیں انداز عقیدت ہے 

سر خود بخود جھکتا ہے جھکایا نہیں جاتا



Sad Sufi Poetry In Urdu


Rab To Rehta Hai Charsoo Hazir


Main Hi Gayab Kahen Pe Rehta Hon



……………


رب تو رہتا ہے چار سو حاضر 

 میں ہی غائب کہیں پہ رہتا ہوں



Sufi Lines In Urdu


Ishq Agar Khak Na Karde


To Khak Ishq Huwa



…………….


عشق اگر خاک نہ کردے 
تو خاک عشق ہوا

Best Sufi Poetry In Urdu 

Ishq Roomi, Ishq Jami, Ishq Koh-e-Toor


Ishq Habshi, Ishq Qarni, Ishq Hai Mansoor



……………..


عشق رومی، عشق جامی، عشق کوہ طور 
عشق حبشی، عشق قرنی، عشق ہے منصور
Sufi Shayari In Urdu



Tasbeeh Kehti Hai Faqat Mujhe Nahin


Thora Khud Ko Bhi Pher



……………..


تسبیح کہتی ہے فقط مجھے نہیں 

تھوڑا خود کو بھی پھیر



Sufi Poetry 

Zahid Talash-e-Hoor Main Masjid Main Aagae


Rindon Ne Maikade Main Khuda Kar liya Talash



……………..


زاہد تلاش ہور میں مسجد میں آگئے 

رندوں نے میکدے میں خدا کر لیا تلاش



















User

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *