Meer Taqi Meer Poetry, Ghazals | Meer Taqi Meer Poetry In Urdu 2023

 Meer Taqi Meer Poetry, Ghazals | Meer Taqi Meer Poetry In

 Urdu | Mir Taqi Meer Poetry In Urdu 2 Lines | Meer Taqi Meer

 Sad Poetry

Meer Taqi Meer 

Sakht Kafir Tha Jis Ne Pehle Meer


Mazhab Ishq Akhtyar Kiya




……………….



سخت کافر تھا جس نے پہلے میر
 
مذہب عشق اختیار کیا





Meer Taqi Meer Poetry In Urdu

Woh Tujh Ko Bhoole Hain To Tujh Pe Bhi Lazim Hai Meer


Khak Dal, Aag Laga, Nam Na Le, Yad Na Kar.





……………….


وہ تجھ کو بھولے ہیں تو تجھ پہ بھی لازم ہے میر 
خاک ڈال آگ لگا نام نہ لے یاد نہ کر



Meer Taqi Meer Poetry In Urdu 2 Lines


Ulti Ho Gaen Sab Tadbeeren Kuch Na Dawa Ne Kam Kiya


Dekha Us Beemari Dil Ne Aakhir Kam Tamam Kar Diya






………………..


الٹی ہو گئیں سب تدبیریں کچھ نہ دوا نے کام کیا 
دیکھا اس بیماری دل نے آخر کام تمام کر دیا


Meer Taqi Meer Ghazal


Kahen Kiya Jo Poshe Koi Hum Se Meer 


Jahan Main Tum Aae The Kiya Kar Chale




………………

کہیں کیا جو پوچھے کوئی ہم سے میر 
جہاں میں تم آئے تھے کیا کر چلے





10 Meer Taqi Meer Ideas


Karte Hain Meri Khamiyon Ka Tazkirah Is Tarah


Log Apne Aemal Main Farishte Hon Jese





………………..


کرتے ہیں میری خامیوں کا تذکرہ اس طرح 
لوگ اپنے اعمال میں فرشتے ہوں جیسے



Romantic Urdu Poetry Meer Taqi Meer


Ishq Karte Hain Is Pari Rooh Se


Meer Sahab Bhi Kiya Deewane Hain




……………….


عشق کرتے ہیں اس پری رو سے 
میر صاحب بھی کیا دیوانے ہیں



Sad Urdu Poetry Meer Taqi Meer


Ab Karke Faramosh To Na Shad Karoge


Par Hum Jo Na Honge To Buhut Yad Karoge




……………..



اب کر کے فراموش تو ناشاد کرو گے 
پر ہم جو نہ ہوں گے تو بہت یاد کرو گے





Top 10 Sher Of Meer Taqi Meer


Chashm Dil Khol Is Bhi Aalam Par


Ya Ki Oqat Khuwab Ki Si Hai




……………..


چشم دل کھول اس بھی عالم میں 
یاں کی اوقات خواب کی سی ہے





Mir Taqi Mir Poetry


Mushkil Buhut Hai Hum Sa Phir Koi Hath Aana


Yon Marna To Piyare, Aasan Hai Hamara





………………


مشکل بہت ہے ہم سا پھر کوئی ہاتھ آنا
یوں مارنا تو پیارے آسان ہے ہمارا






Meer Taqi Meer Urdu Shayari


Hum Hoe, Tum Hoe, Ke Meer Hoe


Uski Zulfon Ke Sab Aseer Hoe




………………


ہم ہوئے تم ہوئے کہ میر ہوئے 

اس کی زلفوں کے سب اسیر ہوئے








User

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *