Faiz ahmed Faiz | Faiz Ahmed Faiz Poetry in 2023
Faiz ahmed Faiz | Faiz Ahmed Faiz Poetry | Faiz Ahmed Faiz
Poems | Faiz Ahmed Faiz Poetry Images | Urdu Poetry | Urdu
Ghazal
Faiz Ahmed Faiz
Jo Ruke To Koh Giran The Hum,
Jo Chale To Jan Se Guzar Gae,
Reh Yar Hum Ne Qadam Qadam,
Tujhe Yadgar Bana Diya.
جو رکے تو کوہ گراں تھے ہم
Hum Aek Umar Se Waqif Hain, Ab Na Samjhao
K Lutuf Kiya Hai Mere Mehrban, Sitam Kiya Hai.
ہم ایک عمر سے واقف ہیں، اب نہ سمجھاؤ
کہ لطف کیا ہے مرے مہرباں، ستم کیا ہے۔
Faiz Ahmed Faiz Best Poetry
Dard Itna Hai Har Rag Main Hai Mehshar Barpa
Or Sukoon Aesa K Marjane Ko G Chahata Hai
درد اتنا ہے ہر رگ میں ہے محشر برپا
اور سکوں ایسا کہ مر جانے کو جی چاہتا ہے
Faiz Ahmed Faiz Ghazal
Tumhari Yad K Jab Zakham Bharne Lagte Hain
Kisi Bahane Tumhain Yad Karne Lagte Hain
تمہاری یاد کے جب زخم بھرنے لگتے ہیں
کسی بہانے تمہیں یاد کرنے لگتے ہیں
Faiz Ahmed Faiz Poetry In Urdu
Glon Main Rang Bhare Bad To Bahar Chale
Chale Bhi Aao K Gulshan Ka Karobar Chale
گلوں میں رنگ بھرے باد تو بہار چلے
چلے بھی آؤ کہ گلشن کا کاروبار چلے
Faiz Ahmed Faiz Sad Urdu Poetry
Zindagi Kiya Kisi Muflis Ki Quba Hai Jis Main
Har Ghari Dard K Pewand Lage Jate Hain
زندگی کیا کسی مفلس کی قبا ہے جس میں
ہر گھڑی درد کے پیوند لگے جاتے ہیں
Faiz Ahmed Faiz Love Poetry
Aae To Yon k Jese Hamesha The Mehrban
Bhoole To Yon K Goya Kabhi Aashna Na The
آئے تو یوں کہ جیسے ہمیشہ تھے مہرباں
بھولے تو یوں کہ گویا کبھی آشنا نہ تھے
Faiz Ahmed Faiz Revolutionary Poetry
Teri Soorat Se Hai Aalam Main Baharon Ko Subat
Teri Aankhon K Siwa Dunya Main Rakha Kiya Hai
تیری صورت سے ہے عالم میں بہاروں کو ثبات
تیری آنکھوں کے سوا دنیا میں رکھا کیا ہے
Faiz Ahmed Faiz Ideas
Or Kiya Dekhne Ko Baqi Hai
Aap Se Dil Laga ke Dekh Liya